Friday 17 February 2012

my shayaris


zindagi meri veeran si lagti hai....
sune pan ki pehchan si lagti hai...
banzar hai ye zameen itni meri...
ki bahar bhi patzhad se sunsan lagti hai

##################################################

dard isqadar hai ki ab vo badhta he retna hai
meri dawa to bewafa ho gayi

#################################################